odh li re kanha Lyrics by Ajay Kapil in Hari Ke Rang Album.
odh li re kanha Lyric
Odh li re kanha tere naam ki chunariya
Preet mein teri main toh hui re baawariya
Odh ke chunariya main tujhko rijhaun
Darshan paun tere tujhko hi Dhyayun
Tujhko manaun main toh chhod ke nagariya
Jamuna kinaare baithun jal ko nihaarun
Dharti gagan main toh tujhko pukaarun
Baat nihaarun teri dekhun dagariya
Paaniyan bharan jaun leke gagariya
Urti jaun teri dhun mein saawariyan
Chham Chham bhaaje meri jhanak paayaliya