Home » , , » Kiya hai tune jo bhi pap Lyrics - Ajay Kapil Shani sawaare bhagya hamaare Album

Kiya hai tune jo bhi pap Lyrics - Ajay Kapil Shani sawaare bhagya hamaare Album

Kiya hai tune jo bhi pap Lyrics by Ajay Kapil in Shani sawaare bhagya hamaare Album.

Kiya hai tune jo bhi pap Lyric

Kiya hai tune jo bhi pap
Mit jaenge apne aap
Kar denge vo tujhko maf
Shani mantra ka karle jaap
Om sham shanisgcharaye namah-4-

Shani ke mantra mein itni shakti
Shani dev ki karay jo bhakti
Har duvidha se , har vipda se
Pal mein mil jaegi mukti
Om sham shanishcharaye namah-4-

Lalach irshya kabhi na karna
Jhoot paap se bachke rehna
Mein duesh aur krodh na karna
Bhool pare to mantra ye japna
Om sham shanishcharaya namah-5-