Home » , , » hari tera sumiran Lyrics - Ajay Kapil Hari Ke Rang Album

hari tera sumiran Lyrics - Ajay Kapil Hari Ke Rang Album

hari tera sumiran Lyrics by Ajay Kapil in Hari Ke Rang Album.

hari tera sumiran Lyric

Hari tera sumiran karta rahe ye man
Prabhu tera sumiran karta rahe ye man
Yehi aarzoo meri yehi aarzoo hai

Tujhko manaun tera nitya gun gaun
Janam janam ke main paap mitaun
Tera yash gaun tera yajan rachaun
Yehi aarzoo meri yehi aarzoo hai

Daata vidhaata tum jagat kai swami
Dukh harne vaale prabhu antaryaami
Paar na koi tera tujhko main paun
Yehi aarzoo meri yehi aarzoo hai

Preet lagai maine lagan lagai
Apne hriday main teri moorat banayi
Daas banun main tera tujhko manaun
Yehi aarzoo meri yehi aarzoo hai